- Mai bewajah khumar me hu ek tarfa pyar me hu raat chakhta, aahe
bharta sa intezaar me.
- Yeh ek tarfa ishq bada hi khatarnak hota hai Yeh na hi kisi ka
hone deta hai aur na hi kisi ka ho pata hai..
- Mohabbat sabse karo lekin uss se aur bhi jayada karo
- Zindagi me kabhi pyar mat karna, Ho jaye to inkaar mat karna,
Nibha sako to chalna usi ki rah par, Warna kisi ki zindagi barbaad mat
karna.
- Sab tujhe chahte hai , par mai teri khushi chahta hu.