Kya kaha shaant rehne me bhalai hai to chalo aaj haar kar dekhte hain aur suna hai maut mukammal hai...
Mujhe bharam tha gaalib ki meri parchhai meri apni hai andhere me jo dhundha to gum use bhi paya hai
hadd se jyada badh jaaye ummeedein to gham milte hain isliye ab hum logon se thoda kam milte hain
yun taras na khao meri bebasi par aaj thokar lagi kal sambhal jaana hai dosh wakt ko na dijiye alam...
Jo gehre rishte hote hain na wo apnepan ka shor nahin machaya karte
aaj bura hai to kal acha bhi aayega waqt hi to hai dost badal jayega
jhooth hai ki aankhon mein likha padh lega koi jo sach hai use lafzon mein bataana seekho
Meri Jagah Uski Zindagi Mein Kisi Aur Farishtey Ne Leli Aur Kuch Iss Tarah Aakhiri Saans Humare Rishte Ne Leli
जिंदगी में जीत और हार तो हमारी सोच बनाती है, जो मान लेता है वो हार जाता है, जो ठान...
खेल है जिंदिगी, आँख मिचौली का.. मजबूरियाँ छिपी है, हर काम के पीछे। स्वार्थ छिपा है, हर सलाम के पीछे।