Kuch toh baat hai chahat main,
Warna laash ke liye koi Taj Mahal nahi banwata.
Muqabala Hum Se Na Karo Apni Wafa-E-Mohabbat Ka,
Janmo-Janm Mohabbat Mai Jaan Dene Ki Kasam Khai Hai,
सुना है बड़े ग़ौर से देखतें हैं वो तस्वीर हमारी,
शायद उसमें जान डालने का इरादा है उनका !!
कौन करता है यहाँ प्यार निभाने के लिये,
दिल तो बस एक खिलौना है जमाने के लिये !!
Aey khuda agar tere pen ki syaahi khatam hai,
Toh mera lahu lele, yun kahaniyan adoori na likha kar.
Jate hue wo Shakhs Nishani ke Taur pe..
Kitne pyar se mujhe Tanhai de gya.
Mera tujhse milna mere liye khwaab sahi,
Par main tujhe bhul jaun aisa lamha mere paas nahi.
Do kadam chal kar aksar hum ruk jaya karte hain,
Kyun intezaar rehta hai unka, jo raah mai chodkar chale jaya karte hain.
Suno Apne Dil Ka Password Bata Do,
Mohabbat Install Karni hai.
Jab koi apki narazgi ki parwah karna chod de,
Tab samajh jana mohabbat khatam aur majburi shuru ho chuki hai.
Jo pagalpan ki hadd se na gujre woh pyaar kaisa,
Hosh mai rehkar toh rishte nibhaye jate hain.
Junoon, Hosla aur Pagalpan aaj bhi wahi hai,
Maine jeene ka tarika badla hai terav nahi.
तारीफ़ अपने आप की, करना फ़िज़ूल है,
ख़ुशबू तो ख़ुद ही बता देती है, कौन सा फ़ूल है ।।
तेरी मोहब्बत को कभी खेल नही समझा,
वरना खेल तो इतने खेले है कि कभी हारे नही ।
सिर्फ दिखावे के लिए अच्छा बनना,
शायद बुरा होने से भी बुरा है !
Jab Kisi Se Pyaar Had Se Zyada Hone Lage ,
Toh Wo Pyaar Khushiyon Ki Jagah Ghum Dene Lagta Hai.
Maine apni khwaishon ko deewar mai chunwa diya,
Khama-khan zindagi main anarkali banke nach rahi thi.
Humse khelti rahi duniya taash ke patton ki tarah,
Jisne jeeta usne bhi phenka Jisne haara usne bhi phenka.
Kaun kehta hai ki aadmi apni kismat khud likhta hai,
Agar yeh sach hai to kismat mein dard kaun likta hai.
Zindagi ye chahti hai ki khudkushi kar lun,
Mai iss intezaar mai hun ki koi haadsa ho jaye.
Yaadein Bhi Ajeeb Cheez hai Bheed Mein Tanha Kar Deti hai,
Aur Tanhaio Mein Wahi Yaadein Bheed Ban Kar Saath Rehti Hai...
Teri Mohobbat Bhi Kiraye Ke Ghar Ki Tarah Nikli,
Laakh Sawarne Ki Koshish Ki Par Kabhi Meri Na Hui..
तेरे करीब आकर बडी उलझन में हूँ,
मैं गैरों में हूँ या तेरे अपनो में हूँ !!
किसी को क्या बताये की कितने मजबूर है हम
°°चाहा था सिर्फ एक तुमको और अब तुम से ही दूर है हम
Mujhse pyaar se mat bola karo,
Mera dil bewakoof hai pyaar main padh jata hai.
क्यूँ हर बात में कोसते हो तुम लोग नसीब को,
क्या नसीब ने कहा था की मोहब्बत कर लो !!
Dil kisi se tab hi lagana jab dilon ko padhna seekh lo,
Har ek chehre ki fitrat mein wafa daari nahi hoti.
ये लकीरें, ये नसीब, ये किस्मत सब फ़रेब के आईनें हैं,
हाथों में तेरा हाथ होने से ही मुकम्मल ज़िंदगी के मायने हैं.
Thak gaya hun main dard chupate-chupate,
Aur log kehte hain mai muskrata bahut hun.
Kitne ajeeb hain ye jamane ke log bhi,
Khilone ko chodkar jajbaaton se khelte hain.
Itni thokar dene ke liye shukriya aey zindagi,
Chalne ka nahi sahi sambhalne ka hunar toh aa gaya.
Bepanah mohabbat ka ek hi usool hai,
Mile ya na mile, tu har haal main qabool hai.
Aaj Koi Shayari Nhi Bas Itna Sun Lo,
Main Tanha hun Aur Wajah Tum Ho.
तुमने समझा ही नहीं...और ना समझना चाहा,
हम चाहते ही क्या थे तुमसे... "तुम्हारे सिवा".
Talaash Kar Meri Kami Ko Apne Dil Me Aey Zaalim,
Dard Ho To Samjh Lena Mohabbat Ab Bhi Baaki Hai !!
Doobi Hain Meri Ungliyan Mere Hi Khoon Main,
Ye Kaanch Ke Tukroon par Bharose ki Saza hai.
एक अज़ीब सा रिश्ता है मेरे और ख्वाहिशों के दरम्यां,
वो मुझे जीने नही देती... और मै उन्हे मरने नही देता..!!
लूट लेते हैं अपने ही,
वरना गैरों को क्या पता इस दिल की दीवार कमजोर कहाँ से है !
सीख जाओ वक्त पर किसी की चाहत की कदर करना..
कहीं कोई थक ना जाये तुम्हें एहसास दिलाते दिलाते..