fir bheegengi yaaadein
behisaab andheron mein
aaj fir takiye ko mujhse
shikayatein hongi
एक नफरत ही तो है जिसे दुनिया चंद लम्हों में जान लेती है, वर्ना
मोहब्बत का यकीन दिलाने में तो जिंदगी बित जाती है….
जो लोग नफरत करते हैं, वो लोग अच्छे लगते हैं मुझे, क्योंकि अगर सब
मोहब्बत करेंगे तो कहीं नज़र न लग जाये मुझे।
Tum karlo nafrat apne hisaab se hum toh phir bhi mohabbat
behisaab karenge
Mai agar mohabbat shiddat se karti hu. Toh mai nafrat karne me
bhi misaal hu.
Mujhse nafrat hi karni hai toh iraade majboot rakhna jara se
bhi chuk huyi toh mohabbat ho jayegi
Mai wahi tak acchi hu jaha tak aap auqat na bhoolu
Dil se agar do toh nafrat bhi kabool hai, khairat me toh teri
mohabbat bhi manjoor nahi
Dokha dekar aise chale gaye, jaise kabhi jante hi nahi the., Ab
aise nafrat jatate ho, jaise pyar ko mante hi nahi the.