One Sided Love Shayari in Hindi
Created At: 22/05/2023, 04:34:00
Updated At: 22/05/2023, 04:34:00
Yeh ek tarfa ishq bada hi khatarnak hota hai Yeh na hi kisi ka
hone deta hai aur na hi kisi ka ho pata hai..
Zindagi me kabhi pyar mat karna, Ho jaye to inkaar mat karna,
Nibha sako to chalna usi ki rah par, Warna kisi ki zindagi barbaad mat
karna.