<h3 style="text-align: center;">Bahaaron mein bhi sahar jaisa chaaman hai dosto Aajkal ulfat bahut hai mohabbat kam hai dosto.</h3> <h3 style="text-align: center;">Humsafar ban jaate hai pal bhar ke liye aur bichad jaate hai Manzil tak mile jo saath wo kam hai dosto.</h3> <h3 style="text-align: center;">Humein akela na chhodo is duniya ki bheed mein Zakhm hai kayi par dosti marham hai dosto.</h3>